Bahut Khaas The Kabhi Nazro Mein Kisi Ke Hum BhiBahut khaas the kabhi nazro mein kisi ke hum bhiMagar nazron ke takaze badalne mein der kaha lagti hai
Door Kahin Meri Nazron Se Rehti Hai WoDoor kahin meri nazron se rehti hai woHar lamha mere khayalon mein rehti hai woKaisi hai wo, kis haal mein hai woDil ke mere har sawaal mein rehti hai wo
Mast Nazron se dekh lenaa thaMast nazron se dekh lenaa thAgar tamanna thi aazmane kiHum to behosh youn hi ho jaatKya zaroorat thi muskurane ki
Nazron ke saath nazare badalte haiNazron ke saath nazare badalte haiHar aashiq ke sitare badalte haiYu to samandar mein kastiya bahut hai paWaqt ke saath kashti aur kinare badalte hai